Produced : Hrishikesh Mukherjee N. C. Sippy
Written : Bimal Dutta Gulzar D.N. Mukherjee Hrishikesh Mukherjee Biren Tripathy
Starring : Rajesh Khanna Amitabh Bachchan Sumita Sanyal Ramesh Deo
Music by : Salil Chowdhury
Cinematography : Jaywant Pathare
Edited : Hrishikesh Mukherjee
Distributed : Digital Entertainment
Shemaroo Video Pvt. Ltd.
Release date : 12 March 1971
Running time : 122 minutes
Country : India
Language : Hindi
The story of a terminally ill man who wishes to live life to the fullest before the inevitable occurs, as told by his best friend.
Here some of best lines from the movie Anand :
1. Babumushoi, zindagi badi honi chahiye .... lambi nehi....
2.Maut ki darse agar zinda rehna chod diya to maut kise kehte .
3.Jab tak zinda hoon tab tak mara nehi ... jab mar gaya sala main hi nahi to fir dar kis baat ki .
4.Apni Zindegi badi hai ....lekin wakta bahat kam hai... ise jaldi jaldi jina padta hai .
5.Agar zinda rehna jaruri hain to admi jahan haskar zinda rahe wohi rehna chahiye .
6.Maut toh ek pal hai
7.'Babumoshai, zindagi aur maut uparwale ke haath hai jahanpanah. Usse na toh aap badal sakte hain na main. Hum sab toh rangmanch ki kathputhliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon main bandhi hain. Kab, kaun, kaise uthega yeh koi nahi bata sakta hai. Ha, ha, ha.
8. Maanta hoon ki zindagi ki taqat maut se zyada bhadi hai ... lekin yeh zindagi kya maut se bhattar nahi
9. Zindagi aur maut upar waale ke haath hai ... usse na toh aap badal sakte hai na main ... hum sab to rangmanch ki kathputliyan hai jinki dor upar waale ki ungliyon mein bandhi hai
Here the movie song link and lyrics :
Main ne tere liye hii saat rang ke sapane chune
sapane suriile sapane
kuchh ha.Ns ke, kuchh Gam ke
terii aa.Nkho.n ke saae churaae
rasiilii yaado.n ne
mai.n ne tere liye ...
chhoTii baate.n
chhoTii chhoTii baato.n kii hai yaade.n ba.Dii
bhuule nahii.n biitii huI ek chhoTii gha.Dii
janam janam se aa.Nkhe.n bichhaaI.n
tere liye in raaho.n me.n
mai.n ne tere liye ...
bhole bhaale
bhole bhaale dil ko bahalaate rahe
tanhaaii me.n tere Kayaalo.n ko sajaate rahe
kabhii kabhii to aavaaz dekar
mujhako jagaayaa Kvaabo.n ne
mai.n ne tere liye ...
ruuThii raate.n
ruuThii huI raato.n ko jagaayaa kabhii
tere liye biitii subah ko bulaayaa kabhii
tere binaa bhii tere liye hii
diye jalaaye raato.n me.n
mai.n ne tere liye ...
2. Kahin Door Jab DinDhal Jaye
(https://www.youtube.com/watch?v=wjYK67cgNKc)
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye, Chupke Se Aaye
Mere Khayalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaye
Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yoon Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyaar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Nazar na aaye..
Kahin Door..
Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate
Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate
Ghani Thi Uljhan Bairi Apna Man
Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraye
Kahin Door...
Dil Jaane Mere Saare Bhed Ye Gehre
Ho gaye Kaise Mere Sapne Sunehre
Yeh Mere Sapne Yehi To Hain Apne
Mujhse Juda Na Hoge Inke Yeh Saaye
Kahin Door..
Jindgi Kaisi Hai Paheli Haye
Kabhi Toh Hasaye, Kabhi Yeh Rulaye
Jindgi Kaisi Hai Paheli Haye
Kabhi Toh Hasaye, Kabhi Yeh Rulaye
Kabhi Dekho Mann Nahee Jage Pichhe Pichhe Sapno Ke Bhage
Kabhi Dekho Mann Nahee Jage Pichhe Pichhe Sapno Ke Bhage
Ek Din Sapno Kaa Rahi Chala Jayey Sapno Ke Aage Kaha
Jindgi Kaisi Hai Paheli Haye
Kabhi Toh Hasaye, Kabhi Yeh Rulaye
Jinhone Sajaye Yaha Mele Sukh Dukh Sang Sang Jhele
Jinhone Sajaye Yaha Mele Sukh Dukh Sang Sang Jhele
Wahi Chunkar Khamoshi Yu Chali Jayey Akele Kaha
Jindgi Kaisi Hai Paheli Haye
Kabhi Toh Hasaye, Kabhi Yeh Rulaye.
jiy Na jiya lage na
Tere bina mera kahin jiya lage na x (2)
Na jiya lage na
Jeena bhoole the kahan yaad nahin
Tujhko paya hai jahan, saans phir aai wahin
Jeena bhoole the kahan yaad nahin
Tujhko paya hai jahan, saans phir aai wahin
Zindagi, zindagi tere bina haaye, bhaye na
Na jiya lage na
Tere bina mera kahin jiya lage na
Na jiya lage na
Na jiya lage na
Na jiya lage na
Piya teri baanwri se raha jaaye na
Na jiya lage na
Piya teri baanwri se raha jaaye na na
Tum agar jao kabhi jao kahin
Waqt se kehna zara, woh thehar jaaye wahin
Tum agar jao kabhi jao kahin
Waqt se kehna zara, woh thehar jaaye wahin
Woh ghadi, woh ghadi wahin rahe na jaaye na
Na jiya lage na
Tere bina mera kahin jiya lage na
Dr. Banarjee poem ( Amitabh Bachan character)
maut tuu ek kaviitaa hai.
mujhase ek kaviitaa kaa vaadaa hai milegii mujhako ..
Duubatii nabzo.n me.n jab dard ko nii.nd aane lage
zard saa cheharaa li_e chaa.Nd ufak tak pahu.nche
din abhii paanii me.n ho raat kinaare ke kariib
na abhii a.ndheraa ho na ujaalaa ho
na raat na din
jism jab khatm ho aur ruuh ko saa.Ns aae.
mujhase ek kaviitaa kaa vaadaa hai milegii mujhako ..
English Translation :
O death! You’re like poetry
And I’ve been promised by a poem, that it shall be mine
As the pulse (of life) recedes, the pain & suffering go to (an eternal) sleep
And a yellowish (young) moon starts to rise and reach its zenith
The day is yet to sink in water, as the night waits, nigh, to the shore
It’s not dark, it’s not bright
it’s neither midnight nor high noon
And as the body loses material, the free soul gets seeped with (fresh) air
The movie and all the songs just awesome . Hope you guys get some information about the movie . Request for comment.
*********************************Thanks*******************************************
Comments
Post a Comment